Prvních 200 řádků.
Sadiyon pehlay...
...lafani nasal ne duniya ki azeem tareem taqat ko kaboo kiya:
The emerald energy of willpower.
Yeh lafani log, kainat kay Guardians...
...ne ek esi duniya ko junam diya, jahan se woh nigrani kartay hein:
The planet Oa.
Unho ne duniya ko 3600 sectors mein taqseem kardiya
Uss tawani se bharpoor anghooti, har sector mein bheji gayi
Uss anghooti se muntakhib honay kay liye, bahadur hona lazim tha.
Ikhatay mil ker, inn 3600 numaindon ne...
...mil ker intergalactic peacekeepers ko janum diya.
Jisko the Green Lantern Corps ka naam diya.
Jitnay khatron ka samna the Corps ne kiya...
...un mein se sabsay zada gambhir Parallax tha.
Sirf azeem Green Lantern Abin Sur...
...silahayat rakhta tha uss darinday ko shikasat denay ki...
...jo usnay kar dikhaya saiyarra Ryut per.
Tum daray huay ho.
Acha.
Sinestro, main had e ghaayat pe safar kar raha hoon. Fentara ko batao...
Fentara zinda nahi hai.
Siyaaray kay bashinday?
Tumharay unko nikalnay kay mission ki ab zaroorat nahi hai.
Bilkul wesa hai jesa Talok per tha.
Har kism ki zindagi tabah hochuki hai aur unko jazb karliya gaya hai.
Har taraf peeli taqat kay nishaanat hain.
Aur Guardians?
Guardians khamosh hein.
Mainay unkay saath samaeen ka mutalba kiya hai.
Abin Sur.
Main buri tarha zakhmi hoon.
Kisi kareebi abaad siyaray ki taraf jaraha hoon, muntakhib honay kay liye.
Guardian ko batadena yeh Parallax hai.
Nahi, nahi.
Mazrat, mujhay jana hoga. Tum isko apna ghar he samjho, acha?
Nalkay mein pani ata hai.
Nahi!
Haan.
Jahil.
Ferris Sabre III artificial-intelligence kay jadeed fighter planes hein.
Iss mein sari insani pilot ki salahiyatein hein...
...siwaye insani khataon kay.
Carl iss contract kay liye sirf dhuan nahi ura raha, General.
Apka amla, yeh contractors, mera office...
...hum sab iska shuru se hissa hein.
Mein iski kadar karta hoon, Senator.
Lekin aj amna samna hoga.
Humaray pass ek banawati jangi surat e haal hai.
Do Sabres, Carl's kay do behtareen pilots kay khilaf.
Hey, Carol.
Aj kuch flyinig karnay laga tha. Tumhara kya khayal hai?
Meray khayal se tum late ho.
Haan, woh sirf isliye kyun kay mein sota rehgaya.
Main bhi soti reh jati thi. Phir mein 11 saal ki hogayi.
Main tumhay batati chaloon.
Main yeh pura hafta Sabres kay khilaaf gayi hoon.
Aur woh mujhay har bar hara detay hein.
Esa kuch bhi nahi hai jo tum karsaktay ho unsay behtar, taiz...
Aur auraton ko har jagah mayoos kiye bagher.
Meray khayal se hum dono ko maloom hai kay yeh sachh nahi hai.
Yehi wajah hai main tumhay is kaam kay liye nahi chahti thi. Meray walid chahtay thay.
Aur main Jensen kay saath chali jati.
Main bhi Jensen kay saath chalay jata.
Lekin badkismati se woh bilkul acha nahi hai.
Kamaskam woh aa tou jata hai.
Hal...
...yeh aj ka test bohat eham hai.
Samajh gaya. Main tumharay liye bhi acha kardoonga. Fikar na karo.
Ab patloon badaltay hein aur jahaz uratay hein.
Highball, weapon check karo.
Theek hai.
- Subha Bakher, Mr Ferris. - Sabki subha bakher.
Hazraat.
- Hum tayar hein, Tom? - Ji, Mr Ferris. Test shuru honay laga hai.
Sapphire, asla tayar hai.
Ferris Test, Sapphire. Asla tayar haii.
Dehan se urana, Highball.
Nahi.
Kya bakwas hai! Tom, tum inko kya khilatay ho?
F-35, aur kya?
Jago, Sapphire.
Tumharay pass mauqa hai, yeh sahi waqt hoga lenay ka.
Araam se, Highball. Tayari kar rahi hoon.
Hum inko akelay nahi maar saktay, Sapphire.
Iss taraf ao. Kuch sochtay hein.
abhi ayi, Highball.
Ab idhar he ruko aur esi haseen raho.
Highball, tumnay apni saathi ko dhoka denay kay liye istamal kiya?
Highball, woh Sabres tumharay peechay kahin bhi asaktay hein.
Phir kahin esi jagah chaltay hein jahan main bhi nahi jasakta.
Yeh kya kar raha hai?
Coffin corner jaraha hai.
Highball, rule kay mutabik 50,00 feet se ooper nahi jasaktay.
Haan, kyun kay Sabres gir jayaingay, haina, Tom?
Aur tum bhi.
Compressor stall. Compressor stall.
Yeh cheez!
Mera matlab, yeh kya, Hal.
Tumhara larka apna kaam seriously leta hai.
Ailerons, Hal. Akhatay.
Samajh gaya.
Hal.
Meray liye garam rakho issay.
25,000 feet par hogaya.
Hey, Highball tum theek ho?
Haan, bas khushi mana raha hoon.
- 20,000 feet par hogaya. - Acha, Highball, kuch harkat karo.
Haan, Dad.
Hal, tum mujhay sun saktay ho?
Highball, tum bohat neechay agaye ho.
Highball, tum 10,000 AGL se neechay ho. Yeh jahaz ab nahi rukayga.
Jahaz se niklo!
Apko dar nahi lagta, haina, Dad?
Yeh kehlo kay mera kaam hai na darna.
Dad!
Dad!
Bewaqoof kay bachay! Tum
Rehnay do, Bob. Kuch nahi fark nahi parta
Fark parta hai.
Kuch nahi hota agar tumnay ek naya F-35 tayara tabah kardia.
Tumnay qanoon tora. Tumnay apnay saathi ki qurbani di.
Aur tumnay woh contract tordia jo yeh company...
...aur woh adha state jis per inhisal karta tha.
Main mazrat chahta hoon. Mujhay laga yeh ek dogfight thi.
Mujhay laga tha kay mera maqsad sirf jeetna hai.
Nahi, maqsad yeh janna tha kay Sabres jung mein kya kar saktay hein.
Aur ek jung mein, koi pilot apna jahaz istamal nahi karta.
Mainay kiya.
Ab tumhay pata hai kay tumnay unkay parwaz ki oonchai barhani hogi.
Uskay ilawa mainay tumhay dekhadia kay woh kya nahi karsaktay.
Tumhay yeh baat Air Force Acquisitions kay samnay nahi karni chahiye thi.
Bohat hogaya, Carol.
Mujhay wesay bhi logon ko company se nikalna hai, tum bhi niklo, Hal.
- Bohat dair hogayi, main chor raha hoon. - Yeh itni asaani se nahi jasakta.
Yeh nahi nikalagaya, na tumnay chora hai.
Jab tak investigation ka nateeja nahi ata, tab tak tum nahi jasaktay.
Dehan se.
Woh namumkin hai, Bob.
Batana pasand karogay mujhay kay ooper kya hua?
- Controls lock hogaye thay. - Mujhsay jhoot mat bolo, Hal.
Tumharay pass recover karnay ka waqt tha.
Kya tumhara dum ghut raha tha?
Tum pehlay pilot nahi hogay jiskay sath yeh hua, lekin mujhay jan'na hai.
Meray controls lock hogaye thay. Yeh sab kya bakwas hai, haan?
Yeh kya pehna hua hai?
Mujhay pata hai tumharay walid tumharay peechay hein...
Iss waqt meri baat nahi horahi hai.
Tum pilot ho, Carol, aur achi ho.
Usko flying mein lagao, yeh table ki naukri bakwas hai.
Hal, mujhay karobar pasand hai, aur main us mein achi hoon.
Iska matlab yeh nahi hai kay main dobara jahaz nahi uraongi.
Esa bilkul nahi hai.
Iss tarha bachay cheezon ko dekhtay hein, aur hum ab bachay nahi hein.
Kamas kam.
Jiski mujhay fikar hai main usko chott pohanchtay nahi dekh sakti.
Tumhay tou bilkul nahi.
Akalmandi se chun'na.
Ek test pilot kay karnamay takreeban ek hadsay ki shakal mein khatam huay.
Gawa kehtay hein kay pilot Hal bilkul akhri lamhay per jahaz se nikla...
...uska tayyara ek sehra mein tabah honay se bilkul pehlay.
Woh late Martin Jordan ka beta hai.
Jo 1993 mein khud ek test flight mein mara gaya tha.
Humain bataya jaraha hai kay Hal Jordan abhi theek hai.
Abhi Ferris Air kay sarkari bayan ka intezar hai.
Hey, logon.
Iss hadsay se naye jadeed aircraft program ko bohoat nuksan pohancha hai.
Hey. Kaam kesa tha?
Oh bohat acha tha, Jack. Puchnay kay liye shukira. Hey, Janice.
Meri thori madad karna, kyun kay main samajhnay ki bohat koshish kar raha hoon.
Tum unn jesa itna ban'na hai kay tum chahtay ho tumhari maut bhi wese ho?
- Tumhay meri ghalti he lagni hai. - Esa he hai? Mainay Carl se baat ki, Hal.
Usnay bataya tum jahaz ko uski quwat se zada ooper legaye.
Yeh meri naukri hai. Yeh ek hadsa tha. Sab chalay gaye.
Tumharay motorcycle walay hadasay jesa?
Jiski wajah se tum hospital mein thay ek maheenay tak?
Tumhay pata hai, mujhay khandan kay saath waqt guzarna yaad ata hai.
Acha bolay, Jack.
- Allah. - Jack, janay do.
Tum theek ho?
Jason kahan hai?
Apnay kamray mein.
Kyun?
Hey, Uncle Jack hoon.
Kya haal hain, ace?
Main is say buri 11th saalgirah ki pary mein nahi gaya.
Larkiyan kahan hein? Kya horaha hai...hey.
Hey.
Main theek hoon.
Main shayad thora ghabra gaya tha.
Hojata hai.
Tumharay saath tou nahi hota.
Dekho...
Mainay tumhaya bataya bhi tha, meray pass pareshan honay kay liye kuch nahi hai.
Tumhay pata hai kyun?
Haan, main apni zindagi ki baki har cheez mein bura hoonga.
Lekin ek cheez mujhay jo karni ati hai, woh hai jahaz urana.
Hey, dekho main tumharay liye kuch laya! Mainay isay khud wrap kiya.
Wah! Yeh X-1 haina?
Yeh Starfighter hai. Meray walid ne yeh mujhay diya tha.
Chalo isko lagatay hein.
No comments yet. Be the first to leave one.