La unuaj 200 linioj.
Jab tak Hawaii Movement mein nayi taraqee ho rahi hai.
Eric Sythe, Hawaiian Liberation Organisation ka sarbarah,
Hawaiian governor, Makena sey baat cheet...
...ke baad sey ghayab.
Aik darr hai. Militant organization dehshatgardi ka muzaahira kar sakta hai...
...baat banaanay ke liye.
New Orleans mein, security forces poori tarah hoshiyaar hain...
...jaise sheherFuturesport World Championship game ki taraf barh raha hai.
Dehshatfardi ke khatray ke jawaab mein,
Futuresport ke superstar Tre Ramzey ne HLO ko call ki,
"Kuch surfer punks achi cheez apnay khud rakhna chah rahay hain."
L.A Rush sab ke pasandeeda hain...
...yeh khel sadi ka behtreen khel hoga.
Hum aur taraqee ke saath wapis aaeinge iss alfaaz ke baad.
Delivery.
Agar tum buss dastakhat kardoe.
-Sab meat locker mein. -This way!
Abhi!
-Status report. -Nishaana number dou apni jagah per hai.
Aur nishaana number aik?
Kuch nahi pata.
Laanti khilaari kabhi waqt per nahi aatay kisi cheez ke liye.
Pur sukoon hojao, meri jaan, pur sukoon hojao.
Pharaoh yahan aye ga. Humein buss...
...uskay shaahi daakhlay ka intezaar karna hai.
Woh aur Torres aik nishaanay mein.
Gadaar aur jasoos.
Inqelaab ke liye zabardast din hai, huh?
Mujhe dua doe.
Jaldi kya hai?
Khel sey pehlay ka interview.
Mein apnay sponsors ko khush rakhunga.
Tumhaaray sponsors, unko fikar karnay ki koi zaroorat nahi hai.
Waise bhi, iss khel ke baad,
tumhaara Popularity Index mujhse bhi ziada hoga.
Mujhe nahi lagta yeh mumkin hai ke kisi ka bhi P.I index...
...tumse ziada ho sakta hai?
Ab kitna hai, 390?
401.
Jaise tum bara ginti ho.
Interview kon ley raha hai?
Wohi hogi, haina?
Alex Torres, Tre Ramzey ka interview ley rahi hai championship sey pehlay.
Iss ke kam az kam 15 point tou honay chahiye hain.
Network ne usseh khel cover karnay ke liye kaha hai.
Uski Futuresport ki pehli kahaani ko 1 saal hogaye hain.
Aur unhay maazi ka kuch chahiye.
Puraani yaadein bikti hain.
Buss tumhein uski yaad na aati ho.
Alex aur meray beech sab bohot pehlay he khatam hogaya tha, meri jaan.
Waise bhi, apnay aapko dekho tum.
Tumse kon muqaabla kar sakta hai?
Koi nahi. Aur tum yeh kabhi nahi bhoolna.
-Peechay murro. -Acha.
Uss Pharoh ke liye jiss ke paas sab hai.
Tamaasha laga hua hai, haina?
Haan. Puraanay dino ki tarah bilkul nahi.
Chalo, shuru karna chahiye.
Rolling.
Obike Fixx. Pehli take.
Hum yahan Obike Fixx ke saath mojood hain,
jiss insaan ne Futuresport banaya.
Haan, haan. Ilzamaat ka mujrim.
Yeh aapka pehla championship Sunday hai?
Mujhe kabhi bhi Pro Leagues mein ziada dilchaspi nahi thi.
Aur League ne kabhi aap mein dilchaspi nahi dikhaayi?
Unhay nahi pasand ke mein unhay sataaun.
Pata hai, zameer hona bhi mehnga parr sakta hai.
Tou aap abhi bhi kehtay hain ke League biraadri ko wapis kuch nahi deti?
Haan, haan. Yeh mera tanaaza hai...
...ke League hazaaron dollar kamaati hai Futuresport sey.
Lekin Downzone ke bachon ke bagair, woh aik rupiya bhi nahi kama saktay.
-Tou, League... -Alex...
-Hum roll kar rahay hain. -Network hai.
...Daalo...
Tre neechay aaraha hai.
Usseh batao ke Fixx sey farg ho ke hum uss sey baat kareinge.
Oh, nahi. Koi baat nahi. Mein samajh sakta hoon.
Tre sey ratings barhti hain. Mein buss doo doo hoon.
Tre, Tre, Tre!
Hi!
-Mr Ramzey, dastakhat dey dein? -Baad mein, bachay, baad mein.
Oh, acha laga tumhein dekh ke.
Sahi. Anarchy, meri larki.
Mera board dekho. Thora theek kiya hai.
Jo tum kaho, captain.
Acha hai.
Shukriya. Hey, kisi ko khel dekhna hai?
Nishaana number aik ne daakhla karlia hai.
Jab mein bolun, waise he jaisa hum ne socha tha.
Ruko. Nahi, nahi. Meray alfaaz nahi chaapna.
Maine kuch nahi kaha.
-Bola, matlab mein kum he... -Maazrat, doston, maazrat.
Mr Ramzey aik khaas khel kheleinge Alex Torres ke saath.
Agar aap loug apnay sawaalaat ke jawaabaat chaahtay hain,
aap loug Channel 90 dekh saktay hain.
Bohot shukriya.
-Shukriya, coach. -Tum late ho.
"Koi masla nahi, Tre. Tumhaaray liye kuch bhi, Tre, meray achay dost."
Shukriya, Tre, lekin tum abhi bhi late ho.
Aur agar tum mera shukar ada karna chaahtay ho, tou khel jeet ke aao.
Mera muaahida wapis banaya ja raha hai.
Oh, Obike Fixx.
Mujhe nahi laga tha mein tumhein kabhi maahiron ke khel per dekhunga.
Yeh Alex ka qasoor hai.
Woh mana he leti hai.
Haan, mujhe yaad hai.
Haan, chalo mein chalta hoon.
Mein tum dono ko chor deta hoon. Aaraam se.
Hey, aaj khel ke baad, meray jeetnay ki khushi mein daawat hai.
Tumhein aana chahiye.
Haan. Pehlay jeet jao, phir daawat.
Alvidah.
Acha. Mein poori tarah tumhaara hoon.
Mein apni khushi kaboo mein rakhnay ki koshish karungi.
Idher.
Wohi Alex. Sarbaraahi ka shawk.
-Yeh sahi hai? -Haan.
Rolling. Tremaine Ramzey.
Pehli take.
Duss saal pehlay Tremaine Pharaoh Ramzey ne media mein sansani macha di...
...Channel 90 ki gumshuda khel Futuresport ke baad.
Ab yeh L.A Rush ke captain hain, aur yahan New Orleans aye hain...
...apni teesri World Futuresport Championship ke liye.
Mr Ramzey...
Mr Ramzey?
Pata hai, Alex, mujhe pata hai tumhein gussa hai jab sey maine tumhein chora hai,
lekin matlab, hum uss point tak nahi aye ke tum mujhe "Mr Ramzey" bolo.
Cut! Ruko. Dou cheezein.
Pehli, mujhe yahan ussi tarah nahi hona jiss tarah tumhein nahi hona.
Meray buss mein hota tou mein abhi bhi Hawaii
mein kasaad bazaari ki khabbar chaap rahi hoti.
Aur doosri, tumne mujhe nahi chora, maine tumhein chora tha!
Jo tumhaari kitaab mein likha hai uss ke baawajood.
Tou tumne meri kitaab parhi?
-Kya tum theek ho? -Haan.
Yeh Hawaiin Liberation Organization ka siyaasi action hai.
HLO. Zabardast.
Alejandra Torres.
Tremaine Ramzey.
Tum dono mujrim ho Hawai ke lougon ke khilaaf jurm ke.
Tum dono mashoor jora ho, nahi?
Aagay aao aur insaaf ka saamna karo.
Kitnay?
-Ramzey! Bahar aao! -Nueve.
Ramzey! Bahar aao abhi!
Sab apnay apiron per! Apnay apiron per abhi!
Tumhaaray paas 10 second hain baat maan'nay ke liye.
-Ramzey! -Anarchy, mera board.
Bahar aao abhi!
Agar meray paas gend hoti tou mein in sey nipat leta.
Yeh hui na baat.
-Coach? -Kamikaze 38 Float.
Agar mein iss mein kamyaab hogaya, meri P.I rating bohot ziada barh jaye gi.
Palak nahi jhapakna. Yeh acha hoga.
Ramzey! Bahar aao!
Hum Iniki hogaye hain! Chalo!
-Tum theek ho? -Haan, shukriya.
Acha hai. Ab tum meray makrooz ho. Chalo.
Sab theek hain?
Laanat.
Pharaoh, Pharaoh, Pharaoh!
Pharaoh, Pharaoh, Pharaoh!
Pharaoh, Pharaoh, Pharaoh!
Khawaateen o hazraat, L.A Rush!
Duss saal pehlay maine aik khaas report ki thi...
...aik aisey aadmi per jo aik haadsay sey larrnay ki bharpoor koshish kar raha tha.
Tremaine Ramzey, aik puraana basketball ka dhokay baaz saak ka,
ne dekha league ko marrtay...
...aur khel ki tareekh ka sab sey bura waqt dekha.
Kuch mah baad, league khatam hogayi,
aur Ramzey ne aik naya khel khelna shuru kardia
Aik khel jiska naam hai...
Futuresport. dou teams.
Aik mein paanch khilaari. Aur aik he tareeqa jeetnay ka.
Gend ko goal mein daalna. Phenknay per aik point, maarnay per teen.
Dekhtay hain!
Aaj Futuresport iss dunya ka sab sey mashoor khel hai.
Aur Tremaine Ramzey, uska behtreen khilaari.
Lekin sawaal yeh hai,
ke kya paisey aur shohrat ne khel aur khilaariyon ko behtar banaya hai?
Ya woh sab le lya hai jo zaroori hai?
Teen aik saath.
Teen aik saath.
Jamiston per nazar rakhna. Woh qaatil hai.
Aur apnay passes ko karak rakhna.
Aur yaad rahay, team pehlay.
Iss mein tum bhi ho, Tre.
Team he mera sab kuch hai, coach.
Jet, mein chaahta hoon tum Blake ko cover karo.
Ruko, coach, ruko. Choro. Becker meri hai.
Jet Blake ko sambhaalay ga. Tum apnay aapko sambhaalo.
Fikar nahi karo, Easy, mein isseh sambhaal sakti hoon.
Ya uss sey khel sakti ho?
-Hey! -Acha, Griffins ko haraatay hain,
aik doosray ko nahi.
Yeh kartay hain.
Chalo bhi!
Tre?
Meray paas aur interviews ka waqt nahi hai.
No comments yet. Be the first to leave one.