The 100

The 100

Descargar subtítulo en Urdu

Información de lanzamiento

The 100 2016 Season 03 Episode 01-04 Urdu
Comentario por kikywebsite

Etiquetas

other
Publicado el: 2019-05-24
Descargas: 50
Para personas con discapacidad auditiva: No

Vista previa de los subtítulos en Urdu

Las primeras 200 líneas.

Hum khalaa main paida huay thay.

Unnhon nay humein bataya ke zameen par rah nahi saktay,

lekin wo ghalat thay,

aur hum jab say zameen par aey hain apni zindagi ki jang larr rahay hain.

Hum main say kuch ko iss say bohat gahri chott pohanchi hai,

lekin ziyaada tar log abhi bhi hosh main hain,

Ark say zinda bach nikalnay walon ko dhoond rahay hain,

janglaat say baahir, haqeeqi aur ziyaada arsay chalnay wala

kuch bana rahay hain. Aik ghar.

Humaaray sarbarah ka manna hai ke zinda rahnay ke liay,

humein Grounders ke saath aik aman ka muhaida karna parayga,

lekin yahaan par log aman naam ki kisi cheez say waaqif nahi hain.

Main andar nahi jaa rahi.

-Clarke... -Inn ke chahray roz daikh kar...

mujhay baar baar yaad aeyga ke main nay unn ko yahaan lanay ke liay kya kiya.

Shayad hum dobara mileingay.

Hum City of Light jaa rahay hain.

Meri tarah bharosa karo, John Murphy.

Welcome, Thelonious. Main intezaar kar rahi thi.

Sadiyoon say.

Mera naam ALIE hai.

Main nay usay roknay ki koshish ki. Mujhay maaf kar dou.

Containment ka darwaza band ho chuka hai.

Chalo. Chalo.

Khul ja!

Chris, tum kahaan ho yar?

Chris? Chris?

Chris!

Main jaanta tha. Wo khabar sachi nahi hai.

Wo China main nahi tha.

Uss bewaqoof insaan nay ALIE ko baahir nikaala tha.

Meri madad karo. Radiation aa rahi hai.

Agar hum iss jaga aik laash ke saath guzaarna nahi chahtay tou,

humein iss ko baahir lejaana hoga.

Chalo.

Main nay ussay roknay ki koshish ki thi.

lekin main nay qaabo kho diya tha.

Mujhay maaf kar dou.

2051. Becca, ALIE say milo.

Chris, mujhay waapis kaam par bhi jaaana hai.

Hum kaam hi kar rahay hain.

ALIE chahti thi ke ye aik surprise ho.

Hello, Becca.

Ye kis nay kiya?

Main nay. Aap ko acha nahi laga?

Jaisa ke aap ko maloom hai, ke mujhay aik avatar ki zaroorat nahi thi.

Aap ko thi.

Kyun nahi meray khaaliq?

Kyun nahi meray khaaliq? Kyun nahi meray khaaliq?

Please apna core command bataein.

Mera core command hai ke zindagi ko bahter banana...

Zindagi ko bahter banana...

Zindagi ko bahter banana.

Tum ye kaisay karogi?

Maslay ki jarr ko hull kar ke?

Maslay ki jarr ko hull kar ke?

Maslay ki jarr kya hai, ALIE?

Bohat ziyaada log.

Bohat ziyaada log?

Bohat ziyaada log.

Khair tum nay uss maslay ko tou hull kar hi diya haina?

86 din,

mera aakhiri khanay ka dabba bacha hai, tou...

Main nay kabhi bhi aisa nahi socha tha ke mujhay Ark ki itni yaad aeygi.

lekin khair, Jaha agar tum ye daikh rahay ho,

iss ka matlab hai ke tum maray nahi ho,

tou bhaar main jao!

Chalo bhi yaar!

Main...

Containment ka darwaza khul chuka hai.

Ruko! Waapis idhar ao!

John.

Ye rahay tum.

-Jaha. -Khush amdeed.

Humein bohat baatein karni hai

aur waqt bohat kam hai.

Mujhay mil gayi, John.

The City of Light haqeeqat hai.

Tum nay mujhay zinda rakha.

Theek hai.

Yeh mujhay hara deta lekin iska ghussa iss par haawi hogaya.

Jo bhi tum bolo.

Itni jaldi haar maan li?

Sector 7 ka nashqa naapnay jaa raha hun.

Harper, chalo isay khatam karo.

Council chahti hai ke tum ye rakho.

Main aik Trikru hun.

Aik wardi pahannay say wo badlayga nahi.

Ab yehi humaara ghar hai, Lincoln.

Hum iss ke liay laray hain.

Humaaray kaafi doston nay iss ke liay qurbaani di thi.

Ark main iss wardi ka matlab kuch hua karta tha.

Yahaan par,

iss ka wo matlab hai jo hum mil kar banana chaahein.

Meri behan bhi aik na aik din ye baat samajh jaeygi.

Jorra banao aur larnay lag jao.

Hey.

Sector 7, wo tou bilkul Ice Nation ki sarhad ke bohat paas hai.

Haan, jaanta hun.

Sirf iss liay ke Azgeda Commander ki fouj main say tha,

iss ka ye matlab nahi ke wo hum par humla nahi karengay.

-Mujhay unn ke saath hona hoga. -Kaash.

Hum sab chahtay hain lekin jab tak commander tum say

sazaey maut ka order nahi hataeingay,

tab tak tum hud say ziyaada masaaeil paida kar saktay ho.

Dou din main chancellor aaj pahli dafa sou rahi hain.

Main phir ziyaada waqt nahi lunga.

Hum Sector 7 jaa rahay hain.

Meray khayaal say humein tamaam unit ko asliha de dena chaheyay.

Ijazat di jaati hai,

lekin kisi par humla karnay ke asool abhi bhi wahein hain.

Jaan lewa humla nahi karna.

Theek hai.

Bellamy,

Mount Weather ke baad say koi humla nahi hua hai.

Teen mahinay hogaey hain.

Humaaray logon ka manna hai ke yehi aman hai.

Koshish karna ke iss sab ko bigaro nahi.

Ji, sir.

Woh kaafi badal gaya hai.

Wo bahter hota jaa raha hai.

Main khuwaab daikh rahi thi ke main Ark main hun

bachon ko yahaan neechay bhaijnay say pahlay.

Shayad wo Sector 7 main hai.

Hum aik aur search party bhej saktay hain.

Wo ussay dhoond nahi sakeingay,

jab tak wo khud milna nahi chahaygi.

Sir. Ma'am.

Main jaa kar mareezoon ko daikhti hun.

Sir, humein abhi aik mahfooz channel par signal mila hai, 3 clicks.

3 clicks.

Wo milna chahti hai.

Monty, tum tayaar kyun nahi ho?

Main tou hun. Wo nahi hai.

Hum kya karein?

Humein uss ko idhar hi chor dena chahiye.

Wo bahter nahi ho raha hai.

Maya ki maut say uss ka dil toot chuka hai.

Uss ko iss ki zaroorat hai.

Uss ka aik baazo pakro.

Chalo.

Zeke, main nay kaha ke pahlay dosra samaan le ao.

Art kharaab nahi hota.

Monty, iss ko tum sambhaalo.

Hey, sab sahi hai?

Mujhay iss jaga say nafrat hai.

Jaanta hun.

Tumhaaray liay kuch hai meray paas.

Tum nay kaha tha ke tumhaari maa tumhein ye parh kar sunati thi.

Mujhay laga ke tumhein acha lagayga.

Mujhay acha laga. Shukriya.

Hey!

Thora araam say.

Tumhein bhi subah bakhair.

Agar hum unn ko goli nahi maar saktay tou?

Hum maar saktay hain, bas jaan say nahi. Ye cheez sab ke liay hai.

Octavia kahaan hai?

Hum dewaar ke baahir jaa rahay hain.

Tumhein waqaey lagta hai ke wo saath nahi chalaygi?

Maaf karna. Kya ye bohat ziyaada thanda tha?

Tumhein bandooq nahi deingay, jab tak tum hosh main nahi aatay.

Chaheyay bhi nahi.

Chalo chalein.

Apna khayaal rakhna.

-Tum uss ke laiq nahi ho. -Bakwas band karo.

Khayaal se. Monty uss ko pighla na de.

Bas bohat hua!

Raven, humein baahir le chalo.

Meray khayaal say humein wo mil gaey hai.

Meray saath saath rahnay ki koshsih karna.

Bilkul nahi.

Agar tum aagay ki seat par ho tou, tum aisay madhosh nahi rah saktay.

Hey, koi baat nahi. Lamba raasta hai.

Ark ki tracking beacon hai.

Aray yehi tou sab say acha wala hissah tha.

Kon hai ye?

Farm station.

Kya? Chaar mahinay baad? Kaisay?

Hum dhoond leingay. Kahaan hain wo?

Ye mat kahna ke mujhay dair hogaey hai.

Sector 8.

Ye Ice Nation hai.

Uss ke baray main kya?

Protocol ke mutabiq humein waapis ghar jana chaheyay,

chancellor ko faisla karnay detay hain ke aagay kya karna hai.

Bhaar main gaya protocol.

Chancellor farm station say nahi hai.

Monty hai. Aur Miller ka boyfriend bhi.

Tumhaari marzi hai.

Chalo chaltay hain.

Ye bhi koi pochnay ki baat hai.

Saath rahnay ki koshish karna.

Jaha.

Oye, utho.

Thelonious yahaan nahi hai, John.

Wo City of Light main hai.

Main jaanta hun ke tum kya ho.

Logon ke aas paas ho kar acha lagta hai

jo technology ko samajhtay hain.

Humein samjhanay dou.

More Urdu subtitles for The 100

Comentarios

No comments yet. Be the first to leave one.

Keep it about this subtitle — sync, quality, typos.500 characters left