Esimesed 200 rida.
Jaanti ho tum pe kya acha lagay ga?
Kya?
Mein.
Oh, kya baat hai. Tumhay tou Hallmark cards likhne chahye.
Letty.
Hi, Lloyd.
Bathrooms...buhat ganday hain.
-Mujhe 2 tables dekhni hain. -Tumhein 3 toilets dekhne hain.
Aik minute.
Karlo istemal.
Letty, haina?
Haan.
Tip kamani hai?
Kya kehti ho ke hum thori dair ke liye andar jaye.
Oh, kya baat hai.
Ugh!
Bazaru aurat.
-Lloyd... -Tumhay jail mein hee hona chahye tha.
-Yeh kameena zabardasti kar raha tha... -Tumhay nikaalta houn.
Dafa hojao.
Buhat shukriya, Jesse.
Khud sochein.
Din bhar hum sirf faislay karte hain.
Tum apni marzi se jaatay ho jahan jaatay ho. Magar poocho apnay aap se.
Kya tum yehi shakhs banna chahte ho?
Poocho, "Ke kya main..."
Haan?
Yeh lo bees.
Change chahye?
$9 kay bill par?
Tumhara dil kya kehta hai?
San Pellegrino, neebu ke saath
Kitnay huay?
Aap ke liye muft.
Shukriya.
The Resort at Blue Crest call karne ka shukriya.
- Kahan pe call milayi jaye? -Room 316, please.
Aik lamha.
The Resort at Blue Crest call karne ka shukriya.
- Kahan pe call milayi jaye? -427, please.
Room 824, please. Shukriya.
-Hi. -Hi.
Room 1112, please.
-Kya? - Konsay kamray mein ho?
-1112. - Niklo wahan se.
- Guest wapis arahay hain. -Kitna waqt hai meray paas?
Bilkul bhi nahi, main khud phasa hua tha
aik budhay couple ko rasta samjhanay mein.
Drink?
Scotch, agar hai.
Betho, Chase.
Jaanta houn ke tumhara aik beta hai.
Tyler.
Giaara saal ka hai.
-Pehli biwi se... -Kal tum apnay betay ke saath...
...bahar jaogay, subha 10:00 bajay...
Credit card se petrol dalwana. Starbucks jaana.
Counter pe larki ke saath flirt karna.
Tyler ke liye hot chocolate, aur apnay liye peppermint mocha.
Khair, Unkay paas peppermint mochas hee hoti hain is waqt. Tou...
Mujhay nahi parwah agar peppermint mocha hai, Chase...
-...kuch yaadgar cheez honi chahye. -Acha, theek hai.
10:00 se 12:00 tak ka record hona chahye ke tum ghar par nahi thay.
Acha. Phir?
Tumhari biwi nahati kidher hai ziada tar?
Upar humaray bathroom mein.
Shower ke saamnay kya koi basin laga hai?
Haan kuch feet ki duuri par.
Theek hai.
Tum Daphne ko zameen par girra paogay,
jaisay ke woh phisli aur uski basin se gardan toot gayi.
Aksar hota rehta hai aisa.
Um, yehi sab chahye tha na.
Tumhay kya lagta hai?
Uh, paisey, tasweer, pata,
aur ghar ki chaabi.
-Aur ghar ke andar ka raasta. -Haan, haan. Zaroor.
Tou...aur tou koi masla nahi hai na?
Masla?
Mera matlab, aur tou kuch nahi chahye?
Mainay nahi bataya ke aap meri kis tarah madad karengay.
Tumhari madad? Nahi, nahi, nahi, madad nahi karounga.
Tum apni biwi ka dihaan bataana takay main andar ghus sakun.
Usay theek subha 10:15 par call karogay aur
bologay ke tumhara batwa nahi mil raha.
-Bistar ke barabar mein table hai? -Haan.
Theek hai.
Tum bologay ke shayad wahan wallet bhool gaye,
kya tum dekho gi.
Woh upar chali jayegi aur main andar.
-Main yeh likh leta houn. -Likho nahi.
-Haan. -Nahi, mat likho.
Nahi, nahi, mera matlab ke haan main samajh gaya.
Chase...
aik baar tum darwazay se bahar gaye,
tou phir kuch nahi ho sakta.
-Main samajhta houn. -Theek hai.
Golf?
Uh-huh.
Uh-huh.
Sí.
Bye.
Aaj main apnay aap se khush houn.
Aaj acha mehsoos kar rahi houn.
Main is zindagi se khush houn.
Oh, nahi!
-Naukri ki talash kaisi chal rahi hai? -Meray paas hai naukri.
-Tumhay pata tou hai. - Statesville mein jo diner hai?
-Haan. -Wahan se tumhay tou nikaal diya hai.
-Tumhay kaisay pata? -Main milnay gaya tha tum se wahan.
Waah. Afsos hua sun kar.
Tumhara parole officer houn.
Dou ghantay tou duur hai sirf.
Tumhay naukri pakarni paray gi, Letty.
Ya tou naukri karo ya tou main tumhay kisi community service mein dalwa deta houn.
Bilkul nahi. Aur tou kuch nahi hai?
-Nahi. -Mainay tamam sawalon ka jawab diya hai.
7:30 baj rahay hain.
Ghar nahi jaana?
Mein talaq shuda houn.
Tabhi itna dair dair tak kaam karte ho?
Haan aur sharab se duur rehne mein bhi madad hoti hai.
Tumhara kya haal hai?
-Aik hafta hogaya hai. -Zabardast!
Is baat pe tou khushi manani chahye.
Haina? Pee, pee ke pagal ho jaatay hain.
Aaj raat kya kar rahi ho?
Kya tumhay kuch karna hai?
Nahi, main sirf raat ke plans pooch raha houn.
Tum jaisa ajeeb P.O. pehli baar dekha hai.
Shukriya.
Kya Gary ke saath bhi aisay ho?
-Gary ko kaisay jaanti ho? -Bahar mili thi.
Bahar khara paishaab kar raha tha.
Nahi, main Gary ke saath hargiz aisa nahi houn.
Gary pagal hai.
Sirf woh murghay larana band karday.
Sirf yehi karta rehta hai.
Is wajha se saari zindagi jail mein sarr sakta hai.
Gary jaison se milta rehta houn,
jo iss bulding mein rehne ke haqdaar hain.
Magar tum aqalmand ho.
Jawan ho. Tum...
Tum yahan kyun ho?
Tum kyun ho?
Main na hee tou jawan houn na khoobsurat.
Tum aik professor thay.
Haan.
Kuch tou aisa waisa kiya hoga.
Haan.
Usay kya kehtay hain?
"Wanderer Above the Sea of Fog."
Pasand aayi?
Haan jo banda bana hua hai woh buhat darra hua hai.
Tumhay kaisay pata? Uski shakal bhi nahi nazar arahi.
Agar tum bahar road pe kisi ko dekho,
jiskay saath koi hadsa hua ho,
tou kya rukk ke madad karogay?
Kya tumnay dekha kisi ko jisay madad ki zaroorat ho?
Shayad.
Kya tumnay madad ki?
Nahi.
Kya tumhay bura lag raha hai?
Nahi.
Main tumhari tarah dunya ko nahi dekhti, Christian.
Phir kaisay dekhti ho?
Us kameenay ki tarah.
Main houn.
Nahi, main nashay mein nahi houn.
Kya meri baat sunengi?
Nahi!
Sirf aik lamhay ke liye insaan ban sakti hain?
Nai, main...
Nahi!
Nahi, Mom, main...
Mom!
Mom!
Oh, main...
Agar aik aur kholi tou woh tum gutter mein baha dogi, pagal aurat...
Main aaj sab se achi houn.
Kahan ho, Nate?
Nate? Main kuch bhool gayi houn aik kamray mein,
aur master key card bhi ghum gaya.
Mujhay call karo jaldi. Buhat zaroori hai.
Kal tum apnay betay ke saath subha 10:00 bajay bahar jaogay
Tum Daphne ko zameen par girra paogay, basin ke saath,
jaisay ke woh phisli aur uski basin se gardan toot gayi. Aksar hota rehta hai.
Tumhara shauhar tumhay aik banday ke haath marwana chahta hai.
Kya sandals pehni ho?
-Kaisi raat guzar rahi hai? -Theek.
-Naam? -Oh, mera naam kisi list par nahi.
Apni khud ki party la rahi houn.
Oh.
Hum full hain.
Yeh lo $50.
Sahi hai.
Yeh lo $100.
To have fun for the first time
Since you put me down
Now it seems you want me
No comments yet. Be the first to leave one.