200 ensimmäistä riviä.
Pichli dafa "Gotham" per...
Main nay aik saal say nasha nahi kia hai.
Is say wo sab nahi mit sakta jo main nay kya tha.
Lekin main abhi bhi tum say pyar karti hun.
Pyaray Jim, mujhay laga kay main tumharay liye taqatwar
aur bahadur bun sakti hun lekin ye namumkin hai.
Main kuch arsay kay lie ja rahi hun ta kay main apnay apko sambhal sakun.
Tum mujh per bharosa karo aur main tum per bharosa karunga.
Tab tak tum sab apni jagaon ka 25 feesad barha kar tax dogay.
Tum ja kar Saviano aur Turski say milo gay.
Wo pareshan bhi hain kay wo Banion ki tarha maray na jaen.
Wo budha khud hi apne bandon ko kar raha hai.
Bewaqof log.
Mujhay giraftar karnay chalay thay!
Tumhen hud mein rehna nahi ata.
Arkham Asylum? Pagalon ka secirity guard?
- Ya tou ye karo nahin to naukri chor do. - Tou chor do.
- Wo yehi tou chahtay hain. - Falcone, Mayor,
Main ruknay nahi wala, Harvey.
Main in sab ko pakrunga.
Ager tum nay baat nahi mani ya jo main nay kaha wo nahi kia
Main tumhara dard barha dunga.
Tumhari sari haddiyon ko dard say bhar dunga.
Aur tumhen aisi takleef dunga kay darindon ko bhi khauf anay lagayga.
Aur wo dar kay maray apnay thikanon mein panah gazeen ho jaenge.
Jao, jao.
Nahi.
Please.
Mujhay iski baat manni hogi.
Iskay pas aisi jadoi taqat hai kay...
Aise jadoi taqat hai kay...
"Wo meri maa kay khuda say bhi lar layga."
Wo meri maa kay khuda, Cetebos, say bhi lar layga.
Aur usay apna ghulam bana lega.
Tou theek hai ghulam.
Jao.
"Tumhara baap samander main 30 feet neechay rahta hai."
"Kay ab uski haddiyan coral mein badal chuki hain"
"Ye mouti uski ankhen thien."
"Kuch aisa nahi inka jo ghayab hua ho."
"Lekin wo kuch aisa badlao tha."
"Jo badla aik khoobsurat aur ajeeb..."
Peeche hato!
Peeche hato.
Mujhay mat marna!
Lete raho.
Jab se tumhara tabadla yahan hua ha yeh chotha hadsa hai.
Main samajh sakta hun ye tumharay lie saza kay tor per hai,
lekin phir bhi mujhay peshawur logon ki zarorat hai.
Ye naqabil e qabool hai, Gordon.
Naqabil e qabool.
Ye mere galti hai Lang sahab.
Wo drama bohat dukhi tha.
Mujhay lagta hai, ab humein mazahiya dramay karwanay chahyen.
Shukriya, Nurse Duncan.
Mujhay tum "Director" ya phir "Dr. Lang" main say jo behtar lagay wo kah kar bulao.
Tafrihi sargarmiyon ka is baat say koi taluq nahi hai.
Officer Gordon is jaga ki security ka zimaydar hai,
wo kaam jo ye karnay main na kaam raha hai.
Tum is baray main kia kahogay, Gordon?
Is admi ko aik doctor ki zarorat hai.
Isay main khud hi dekh leti,
lekin yahan per kuch asool hain.
Main sirf dawa day sakti hun, ilaj nahi kar sakti.
Isay aik doctor ki zarorat hai.
Bohat khoob.
Main abhi aik bhejta hun.
Ager mazeed aise hadsay huay,
Tou main tumhen remedial duty per laga dunga.
Tumhen laga hai tum mazeed neechay nahi gir saktay?
Dobara socho.
Wo kaisa hai?
Ye theek hai.
Nahi tou hojaeyga.
Aur tum?
Main bhi theek hun.
Bus kuch chotein hain.
Kya?
Tum tou mashoor Detective John Gordon ho na?
Naam tou mera yehi hai. Maloom nahi kay "mashoor" bhi tha.
Badnaam ka pata tha?
Thora thora.
Tum kon ho?
Leslie Thompkins. Dr. Thompkins.
Tum yahan kam karti ho?
Main qaidi nahi hun.
Main nay tumhein pahlay kabhi hospital mein nahi daikha.
Main aurton kay ward mein kaam karti hun. Main yahan sirf zarurat parne per ati hun.
Sari larkiyan tumharay baray mein baat kar rahi hoti hain.
Bahadur detective, City hall say larnay per nikala gya.
Wo ye kahti hain, han?
Maaf karna main tumharay zakhmon per namak nahi chirakna chahti the.
Koi masla nahi.
Mera zati khayal ye hai kay tum kafi acha kam kar rahe ho.
Main pagalon ki hifazat kar raha hun.
Nahi. Tum haar nahi maan rahay.
Itni jaldi nahi.
Tum kaun ho?
Maaf karna mujhe yeh sab nahin kehna chahye tha. Ye mera kaam thori hai.
Dr. Thompkins...
Apko yaqeen hai ye qaidi theek hogaeyga?
Ye bilkul theek hai. Ye bus dawa ki waja say so raha hai.
Main koshish tou kar raha hun.
Ja kar kamray main karo jo karna hai.
Main chalti hun,
Tum say mil kar acha laga, Jim.
Mujhay bhi.
Ivy?
Tum kaise ho?
Main theek hun. Main theek hun.
Tum bemaar lagti ho.
- Tumhein doctor ki zarorat hai. - Nahi koi doctor nai.
Dobara kabhi nahi.
Main theek hun.
Main bus aram kar rahi hun.
Main aik jaga janti hun jaha hum ja saktay hain. Chalo.
Main bus kanp rahi hun.
Theek hai.
Chalo.
Wo chale gae hain.
Ye mahfooz jaga hai.
Pakka?
Bilkul pakka.
Hum yahan tab tak rukenge jab tak tum theek nahi ho jatin.
Chalo ja kar wahan gadday per lait jao.
Ager yaha kay malilk wapis agae tou?
Hur cheez per mitti jami hui hai.
Aur kuch sar bhi chuka hai.
Koi bhi wapis nahi aa raha.
Waise ye jaga hai kis ki?
Tum itnay sawalat kyun pochti ho, Ivy?
Ab lait jao aur main tumhen chadar la kar deti hun.
Subah bakhair, logon.
Kya tum logon nay mere tajweez kay baray mein socha?
Han. Nahi.
- Nahi? - Hum waise hi acha khasa dete hain.
Don Maroni nay pechlay saal hi tou rates rakhay thay.
Aur ab main qeemast barha raha hun.
Mahngai bohat buri cheez hai.
- Maroni nay kaha tha... - Maroni, Maroni...
Tum ab mujhay tang kar rahay ho.
Tum mujh say baat kar rahay ho, The Penguin.
Tou tum aik Penguin ho.
Tou kya hua?
Main tumhari report kar di hai police ko.
Main "The Penguin" hun.
Aur ye bohat bachkana hurkat hai.
Hosh main ao, water front kay police walay humari jaib mein hain.
Ye baat tum unhen batao.
Larkon?
Tumhara mou kyu bna hua hai?
Jones.
Jones.
Frogman.
Suno.
Suntay ho?
Ye Electrode kay zakam hain.
Is admi ko nagawar qisim ki electroshock therapy di gai hai.
Is kay demagh mein lohay ki suiyan ghusai gain hain.
Aur un kay zareyay demagh kay aglay hissay mein bijli se shock dia gaya hai.
Aisa kyun kiya gaya?
Waisay tou ye pagalon ko qabo mein karne ke lie hota
hai, lekin is case main zada voltage istamal hua hai
Aur iska dimagh bilkul kaam karna chor chuka hai.
Gordon, tumhari nigrani mein aik aur hadsa?
Ye kaise hua?
Tum ne is jaga ko jaldi mein khol to liya,
aur tum ab is jaga ko chala bhi rahay ho
kum amlay aur bekar nigrani kay sath
aik 200 saal purani ghair mahfooz bholbolaiyan jaisi emarat main.
Bohat achay bahanay bana lete ho.
Yehi municipal operation ki fitrat hoti hai.
Tumhein masail miltay hain to tum moujooda
wasail se unhen hal karne ki koshish karte ho.
Han, humaray pass itnay wasael nahi kay aik mujrimana humlay ki tahqiqat karein.
Humain GCPD ko bulana chahye.
Nahi, ye Asylum kay ander ka tibbi masla hai.
Ye abhi bhi zinda hai na?
Sirf jismani tor per, zehni tor per mur chuka hai.
Iska kya...
Ye abhi bhi zinda hai.
Wo bhi bina kisi imdad kay.
Kaghzati tor per
ye abhi bhi zinda hai.
Iska khas khayal rakhna, Doctor.
Officer Gordon?
Main chahta hun kay tum dhondo ye humaray kis shararti qaidi nay kia hai?
Jummay tak iski report meri maiz per honi chaheyay.
Sab waisa hi hai.
Acha? Ye ghair mamoli aur khofnak waqeya nahi hai?
Han.
Tou hum kis ko dhond rahay hain?
Mujhe kya kya maloom hona chahye is case ko suljhanay kay lie?
Jism ke aaza ki thori bohat maalumat honi chahye.
Bijli kay baray mein maloomat honi chaheyay.
Jaisay circuit board, wiring.
Bus yehi sab?
Aur zahir hai darwazay ki chabiyan.
"Darwazay ki chabiyan." Bilkul.
Nahi yar, mere chabiyan mere sath hi hain.
No comments yet. Be the first to leave one.