முதல் 200 வரிகள்.
Aik dafa raasata hua karta tha, waapis ghar janay ka.
Kya raat ko sitaray dikh rahay hain aaj?
Aik dafa raasata hua karta tha, waapis ghar janay ka.
Meray paas hain sirf aankhein.
Sojao meeri jaan, rona nahi hai.
Tumhaaray liay.
Aur main aik lullaby gaongi.
Aik gaana jo meray dil main hai.
Tou batao mujhay.
Mujhay kuch acha batao.
Batao ke tum mujhay pyaar kartay ho.
Batao na jaan e mann.
Mujhay kuch acha batao.
Sirf tum hi...
Lekin tum itna pakkay say kaisay kah saktay ho?
...Iss dunya ko sahi dikha sakti ho.
Kya waqaey sirf aik hi hai?
Mujhay tumhaara pyaar chahiye.
Itnay saaray gaanay hain, lekin main bohat akela mahsoos kar rahi hun.
Pyaar kahaan hai?
Tumhein khubsurat honay ki zaaroorat nahi.
Ta ke mera dil jeet sako.
Mujhay bas tumhaara jism chahiye meri jaan.
Hello...
-Subah say shaam tak. -Kya tum mujhay dhoond rahi ho?
Tumhein experience ki zaroorat nahi.
Ye lou...
-Mujhay khush karnay ke liay... -Ye tootay pankh...
Tum sab mujh par chor dou.
Chalo andoon ki baatein karein. Chalo aik dosray ke baray main baat karein.
Tumhein ameer honay ki zaroorat nahi hai...
-Mujhay apna pyaar de dou. -...mera pyaar bannay ke liay.
Tumhein dikhawa bhi nahi karna chahiye meri dunya ke raja bannay ke liay.
Aisa koi gaana nahi hai jo mujhay bohat pasand aaya ho.
Mujhay bas tumhaara ziyaada...
Larkoon. Larkoon.
Iss larki ko bhi tou mouqa dou.
Haan tou jab say meri jaan chor kar gaey hai.
Main nay rahnay ki naey jaga dhoond li hai.
Wo Lonely Street ke aakhir main hai. Heartbreak Hotel par.
Aur jaisa main nay kaha, main bohat akela hun, meri jaan.
Mujhay bohat akelapan mahsoos ho raha hai.
Oh, main bohat akela mahsoos kar raha hun".
Main marr sakti hun.
Tumhein meri jaan bannay ke liay ameer hona lazmi nahi.
Tumhein dikhawa bhi nahi karna chahiye meri dunya ke raja bannay ke liay.
Tum meri raani ho.
Tum hi wo aik ho jis ko daikh kar sansein tham jaati hain.
Mujhay tou bas tumhaara,
-ziyaada waqt chahiye. -Ziyaada waqt chahiye.
-Aur tumhaari kiss. -Aur tumhaari kiss.
Usski maa aur baap aam tareeqay say milay thay.
Wo gaana pyaar bann gaya...
...aur wo pyaar anda bann gaya.
Memphis?
-Tum nay sambhaal liya, meri jaan. -Haan. Oh, haan.
Mahfooz aur garam.
Issko sahi say pakar ke rakhna.
Meray khayaal say main nay uss main kuch hilna mahsoos kiya.
Aur jaisay sab hota hai....
...maaein machliyaan pakarnay chali jaati hain...
...jab ke abba ghar par ruk kar anday say bacha nikaltay thay.
Tum sahi rahogay, honay walay abba?
Bilkul meri jaan. Hum yahein Lonely Street par tumhaara intezaar kar rahay hongay.
Main tum say ziyaada say ziyaada pyaar karti hun, mujhay koi waja batao.
Alvida.
Alvida, Norma Jean. Kisi cheez ki fikar matt karna.
Tumhein chorna nahi chahti.
Main tumhein kabhi alvida nahi kah sakti.
Jab sab chalay jaatay hain...
...hum rah jatay hain!
Jab sooraj ghayab hojata hai...
...hum bach jaatay hain!
Main bohat akela mahsoos kar raha hun. Main bohat akela mahsoos kar raha hun--
Iss danaey ki baat suno bhaiyoon! Aik huddle banao!
Andoon ko garam karo!
Aik huddle banao!
- Thand ko baanto! -Thand ko baanto.
Hur aik ko iss barf ke toofan ka samna karna parayga,
agar humein iss na khatam honay wali raat say guzarna hai tou.
Apni awazein unchi karo, bhaiyoon.
Azeem 'Guin ki tareef karo...
...jo humaaray dinoon main gaanay aur pait main machli daalta hai!
Aisa koi gaana nahi jo meray liay sahi hai...
Aray meri jaan, mujhay lagta hai ke mujhay naachna chahiye.
Nahi, nahi, nahi.
Bhaiyoon aur bahnoon, aik ahem baat hai...
...jo dosri sab baatoon say ahem hai.
-Kabhi bhi... -Koi baat nahi.
- ...chahay kuch bhi hojaey... -Kuch nahi hua. Haina?
...apna anda matt girana.
Nahi. Hum theek hain. Hum theek hain.
Unn hazaaron main say jo uss sardi ki lambi raat main gaa rahay thay...
...wo Memphis tha jo tahay dil say gaa raha tha
ke dunya ka rukh morein aur waapis sooraj ko le aey.
-Ye tou larka hai! -Hey, ye larki hai!
-Kitni pyaari hai! -Ye tou bohat taqatwar hai!
-Idhar ao bachay. -Abbu ke paas ao, ye baat.
Betay tum nay apnay abbu ka sarr fakhar say buland kiya hai.
Ye sab issko mujh say mila hai, pata hai?
Memphis?
Kya sab theek hai?
Maloom nahi. Mujhay kuch sunaey nahi de raha.
-Kya ye khaali hai? -Bachi.
-Kya main issko rakh lun? -Gloria.
Koi baat nahi, Maurice.
Kabhi kabhaar aisa hota hai, Memphis.
Haan.
Ruko, tum wo sun saktay ho?
-Haan. -Hey, main tumhein sunn sakta hun bachay.
Tumhaara abbu yahaan hai, koi baat nahi.
Oh, wo theek hai, Maurice. Whoa, ye raha!
Wo rahaa usska chotta paer.
Wo raha aik aur!
Ye thora alag hai.
Hey! Idhar waapis ao, Mr. Mumble.
Gloria....
Wo ussko jo chahay bol sakti hai.
Whoa, chotta Mumble.
-Mumble? Mumble? -Tum theek ho?
Thand lag rahi hai. Thand lag rahi hai.
Tumhein usski aadat hojaeygi.
Chalo betay. Apnay abbu ke paas ao.
-Tumhein kya lagta hai? -Ghuttnay kamzoor hain.
-Kya wo theek hai? -Maloom nahi.
Tum ye kya kar rahay ho?
Main khush hun abbu.
Tum apnay pairoon ke saath kya kar rahay ho?
Wo bhi khush hain.
Main nahi chahta ke tum sab ke samnay aisa karo, bachay.
Kyun nahi?
Kyun ke penguin aisa nahi kartay, theek hai?
Theek hai.
Haan. Chalo tum idhar ao. Idhar nechay ao. Garam hojao.
Choonch sambhaal kar. Choonch sambhaal kar. Choonch!
Wo choonch.
Theek hai, achay bachay.
Itni dair hogaey. Aisa kyun ho raha hai?
Dua karo bhaiyoon, ke azeem 'Guin humara khush mosam ke saath imtehaan na le
Kyun, Noah? Kya hum nay wo sab nahi kiya jo karna tha?
Tou jab tum apni maa ko daikhogay....
-Main seedha khara rahunga. -Bilkul.
Lekin mujhay kaisay pata chalayga ke meri maa konsi hai.
Aray tum jaan jaogay.
Wo aisay khubsurati say chalti hai aur bohat meethi awaaz hai.
Aur jab wo gaana gaati hai tou aap ka dil aur teez darkhta hai.
Hey, ruko. Main unhein daikh sakta hun. Unhei daikh sakta hun!
Tum sahi kah rahay ho! Tum sahi kah rahay ho!
Biwiyaan, ao!
Biwiyaan, ao!
Biwiyaan, ao!
Rukom nahi. Ruko nahi, Mumble, waapis ao. Nahi, Mumble! Waapis ao! Mumble!
Mumble! Mumble!
Mumble!
Michelle? Michelle?
-Roxanne? -Michelle?
Alfie?
- Maurice ! - Michelle! Michelle!
Ammi!
Aray ye kitni pyaari hai.
Mazarat. Raasta dein, raasta dein. Mumble? Mumble?
Oh, Mumble.
-Mama? - Mumble!
-Mama? - Mumble!
Mumble!
Mama? Mama?
-Mumble, bachay tum kahaan ho? - Mama!
Memphis?
Aray meri jaan. Aray meri jaan.
-Oh meray. - Meri jaan. .
Tou bacha kahaan hai?
Haan meri jaan, main ussay dhoond lunga.
-Tum nay bacha kho diya? Memphis! -Koi baat nahi.
-Mama? Mama? -Ruko!
-Ammi ke paas ao. -Nahi, Mumble.
Mama, Mama.
Hey, uss ke pairoon ko kya hua hai?
Aray wo bas kuch hai jo issko padaishi hai. Wo theek hojaeyga.
Mama!
Oh, Memphis, ye tou bohat khubsurat hai.
-Haina? -Issko daikho.
Meray paas tumhaaray liay kuch hai.
Mou kholo.
Mujhay iss par bohat pyaar aata hai jab ye karti hai.
W, X, Y aur Z
Subah bakhair, bachoon.
Subah bakhair, Miss Viola.
Sahi.
Haan tou aaj hum Penguin Elementary par sab say ahem sabaq seekheingay.
Kya koi jaanta hai ke wo kya hai?
Koi bhi? Koi tou ho?
Koi bhi? Seymour?
-Machliyaan pakarna? -Nahi.
Mumble?
Peeli baraf matt khao.
Nahi, wo bhi nahi hai.
-Wo humaara Heartsong hai, Miss. -Shukriya, Gloria. Bohat achay, haan.
Humaaray Heartsong ke baghair, hum aik penguin nahi rahay haina?
Nahi.
Lekin meri jaan ye kuch hai jo main tumhein seekha nahi sakti.
No comments yet. Be the first to leave one.